Ta-umra mai aasmano pe garajta rha, wo baadalo ke zariye
mujhpe barasta rha..
Mai tehniyo pe patto k khilne ke intezaar mei rha, wo
patjhad jaise vriksh ka naseeb ho gya...
Mai dharti ki god mei garmaayi dhoondta rha, wo tapti rhi
aur mai jalta rha...
Iss sabr ka imtehaan na jaane aur kitna baaki h, haarna to
aata nhi,
No comments:
Post a Comment