Kayi muddato se maine jo kwaab tha dekha, wo aaj aake yun toota mai dekhta hi reh gaya
Kab neend se jaaga kab roshni mei tha, wo kab andhera gum hua mai sochta hi reh gaya
Kho diya usko bhi maine khwaab mei jo aya tha, dur ja pahuncha tha mera apna jab mai soya tha
Kyu chhaye baadal h ye saare bas mere sirhaane pe, barse h yun mujhpe ye ki mai bistar sukhata reh gaya
Jab paanv dharti pe hai rakkhe lagti wo khisakti si, aur aasmaan chalne laga h sochke mai nashe mei tha
Sab jhooth hai sab hai chhalaawa aur sach nahi lagti haqiqat, wo khwaab shayad zinda hai banke meri ab shakhsiyat
Phir kyu ye bechaini hai muhko kyu yun itni aag hai, jab shakhsiyat bemaani ho gayi to zinda kyu jazbaat hai

Woah! u have so beautifully put across such an intense emotion..brilliant!
ReplyDelete:D dhanyawaad!
ReplyDeletekehte hai zindagi mai insaan do roop mai hai ..........toh wo hamesa ek roop mai chhalia hai........
ReplyDelete